Sunday, August 31, 2008

CHUNOUTI : AATANKVAD

CHUNOUTI : AATANKVAD



Sabse badi chunouti aaj, Atankvad ko dena mat.
Bolo kya manjoor hea ? han, nischai hi, din ho ya rat.
Dushman ke napak eirade kabhi nahi honge pure.
Chahe jitna joor laga le, khvab sada he rahen adhure.
Bachha – bachha jan gaya hea, ein Atankiyo ki kertoot.
Ab man mea bhay nahi maut ka, denge maut ke badle maut.
Manavta ke dushman hean yea , nirdoshon ka khoon bahayen.
Sabak sikhana hi hoga ab, chahe jo bahana banayen.
Sahansheelta ko kumjori, samaghna hogi bhari bhul.
Sara Vishva pahchan gaya hea, Shanti nahi hea einhe kabool.


Jyadatar Desh prabhavit einse, chintit bhe par nahi Sahyog.
BHARAT sabse jyada prabhavit, jhel raha dashko ka yog.
Kyon nahi mil awaj uthate, alag – thalag hon, yea sab log.
Sahyog kare sab, DESH bhulakar aapas ke mat-bhed, hum – log.
Ho samajik bahiskar, sarkar dikhaye EICHASHAKTI.
Matbhedon se upper uth kar, bachai Manavata, vishal Jan – shakti.
Aatankvad ka ant tabhi sambhav, jab mil- kar ho Kaarvai.
Samool nashat karne ki than, ab hamne Kasam hea khai.
Nahi bethange hum chain se, jab tak karea nea pura kam.
Aatankvad - Viheen – Vishva, hea lakshya hamara, Shanti paigam.

__ o _

No comments: